Tuesday, June 12, 2012

Ghar Yaad Aata Hai Mujhe...

Wo garmiyon ki raat
Wo jaade ki baat
Wo paani ka matka
Rasoyi ki yaad
Sab satata hai mujhe..


Ghar yaad aata hai mujhe..
Ghar yaad aata hai mujhe..


Saathi ek saath hai
Itni si baat hai
Woh ped woh angaan
Dikhana hai usse
Kehta hai roz mann mujhe..


Ghar yaad aata hai mujhe..
Ho…
Ghar yaad aata hai mujhe..


Jin dilo main raha main barso tak
Ek hissa unmein mera bhi tha
Phir wahin rehna hai mujhe..


Ghar yaad aata hai mujhe..
Ghar yaad aata hai mujhe..


Sehmi chaukhat pe khade
Mera mann yeh kahe
Pyaar karna seekha tha tumse
Pyaar tumse phir paana hai
Kitni doge saaza
Abb toh de do dua
Intezaar ab hai mujhe..


Ghar yaad aata hai mujhe..
Ho…
Ghar yaad aata hai mujhe..